Here’s a new Urdu poem I wrote.
Sadiyaan beetii, na beeta woh ek pal
Mehmaan tha bas pal ka, bane maraasim sadiyon keHairaan na ho beher, gar bujhe pyaas tujhse
Barson piye ahl-e-talab ne, jaam-e-nihaan ashqon keSiyaahi bana humsafar, maujuudgi iski har su
Saayaa bankar wafaa kare, gar hon silsile ujaalon ke
Advertisement